Subscribe to Aman Kumar Beriwal

Tuesday, November 15, 2011

Duaaye

Aks aisa bana khud ka is duniya ki nazar main..

ki lafz nikale jab bhi... ek dua ban jaye...

subah se jyada nirmal ho ahsaas tera

or tu khusubuo mian jaise mahua ban jaye..

Fiza ki ye saanse basera hai tera...

Pyas bujhaye jo sabki tu aisa Kuan ban jaye...

Anjaan jee le apni Jindagi kuch is tarah..

jab jikr ho gairo ki salamati ka,, Zindagi tere liye ek Jua ban jaye...

No comments:

Post a Comment

Popular Posts