Subscribe to Aman Kumar Beriwal

Saturday, November 26, 2011

Mahfile

chala jaata hu un mahfilo se jahaan baat hoti hai mahabbat ki..
aithbar mohbaato par ab kar nahi sakta...

dariya kaho aag ka.. ya chandni kaho chand ki ise..
par gahre is sagar main Anjaan ab ye tar nahi sakta..

raah dekhti hai galiyan payar ke un matwalo ki ab bhi..
har lamha wahan main ab jal nahi sakta..

ye niyam hai ia lutf uthane wale begairat zaamane ka
murda  dubara kabhi yahan mar  nahi sakta,,

No comments:

Post a Comment

Popular Posts