Subscribe to Aman Kumar Beriwal

Friday, November 18, 2011

Humraahi

Baitha tha ek daal par .. jab ke chote keet ki tarah..



Ud kar dekha jo aasmano main to laga ek parinda hai wo..






Jo chhode the humraahi us daal par kabhi...


samne aaye hai jo shikwe.. unse ab sharminda hai wo...






Mayoos tha takadeer ke andhero kono main jo..


paya khud kekareeb use khuda ka nek banda hai jo..






sapno ki us Kafan main lipta tha jo Anjaan..


Aankhe khuli tha paya ki abhi Zinda hai wo...


No comments:

Post a Comment

Popular Posts