Subscribe to Aman Kumar Beriwal

Saturday, November 19, 2011

Safar

raste hai jin palko par .. talaash hai unhe manzilo ki...
or jinhe pata mila manzilo ka wo rasto se bekhabar hai..

baadlo ki is moti chadar se jhanke koi kiran sharart se jab...
jo dikhaye ye zamana chalne ke liye.. rasta aata wo hi nazar hai...

Rukna kaam nahi hia is pal ka.. Anjaan.. chalte hi jana hai...
samjha is nadan dil ko .. jo is sach se ab tak bekhabar hai...

ban jaate hai raaste is kayanat main.. nazar ho yadi manjilo par...
takdeere banti hai honsolo se ...  jab zindagi sirf ek safar hai...

No comments:

Post a Comment

Popular Posts